*.Taraste the jo hamse milne ko kabhi,
Na jane q aaj mere saye se bhi wo katrate hain
Ham bhi wahi hain;dil bhi wahi hai;
Na jane q log badal jate hain.............. ?
*.Kash m hoti dharti par bas utni,
Jiske upar aakash ban sirf tum hi chal pate....
Ya m hoti kisi kpass k podhe ki dodi,
Jiske dhage ka tum kurta bna apne tan par sjate....
Ya m hoti door parbat par behta ik jharna,
Tum rahi ban bha ruk ke apni pyas bhujate....
Ya m hoti mast byar ka ik jonka,
Jiske chalte tum apne thake tan ko sehlate....
Ya m hoti door gagan par tim tim krta ik tara ,
Jiski disha gyan se tum apni manzil pa jate....
Yu hi saj jate mere sab sapne ban k hakikat,
Yadi meri jindgi k hamsafar kahi tum ban jate....
*.Sach to ye hai ki kasoor apna hai ,
Chand ko choone ki tamanna ki
Aasmma ko jameen pr maanga,
Phool chaha ki patharo m khile
Kanto m ki talash khushboo ki ,
Aarjoo thi ki aag thandak de
Barf m toondte rahe garni,
Khab jo dekha chaha sach ho jaye
Iski hme szza o milni thi ,
Sach to ye hai kasoor apna hai
*.Koi purani yaad mera rasta roke mujse kehti hai,
Itni jalti doop m yu kab tak gumoge..
Aao chalke beete dino k shao m bethe,
Us lamhe ki baat kare k jisme koi phool khila tha..
Us lamhe ki baat kare ki jisme kisi aawaj ki chandi khank uthi thi,
Us lamhe ki baat kare ki jisme kisi ki najro k moti barse the..
Koi purani yaad mera rasta roke mujse kehti hai,
Itni jalti doop m yu kab tak gumoge..
*.Jane kiski tlash unki aankho m thi
Aarjoo k musaafir bhatkate rahe.
Jitne b bo chale utne hi badh gaye rah m fasle,
Khab manjeele or manjeele khab thi ,
Rasto se nikalte rahe raste jane kis baste ,
Aarjoo k musafir bhatakte rahe.
*.Na pusho dard bando se,
Hasi kesi khushi kesi.
Musibat sr pe rehti hai ,
Kabi kesi kabi kesi...

0 comments:
Post a Comment